Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMithun Chakravarti
HomeMithun Chakravarti
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lag jaa gale se aye tanhaayi lag jaa gale se aye tanhaayi pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi kaise karun main kisi se gila duniyaa mein hoti to milti wafaa kaise karun main kisi se gila duniyaa mein hoti to milti wafaa mujhko muhabbat raas naa aayi mujhko muhabbat raas naa aayi pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi tu hi bata aye meri zindagi pehle kahaan thi ye deewangi o tu hi bata aye meri zindagi pehle kahaan thi ye deewangi aag se maine pyaas bhujaai aag se maine pyaas bhujaai pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi
hey mujhko hawaon ne roka are kaali ghataon ne roka de ke dhoka magar raasta kaat kar de ke dhoka magar raasta kaat kar apne chahne walon ke main dil mein samaa gaya maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyy maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyyyy karte huye meri baaten are guzren hazaaron ki raaten aye haseenon suno dil zara thaam lo aye haseenon suno dil zara thaam lo phir na kehna zaalim sabki neenden udaa gaya maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyyyy saara shaher jaanta hai are surat ye pehchaanta hai iss jahaan mein kahin koi mujhsa nahin iss jahaan mein kahin koi mujhsa nahin main sab ke dil mein apni tasveer laga gaya maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyy maine
maine pyaar kiya hoye maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya ab to teri hi lagan hai dil tujhe paa kar magan hai ab to teri hi lagan hai dil tujhe paa kar magan hai sun meri rani khil jayegi jawaani tune baat jo meri maani maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya pehle milan mein pehli nazar ka teer jo tune maara ho tujhko maine jeeta lekin tujhse hi main haara hua matwala dil jaye na sambhala tune jane kya kar daala maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya main tujhe apna maan chuka hoon tu chaahe maane ya na maane ho mere siwa bhi honge na jane kitne tere deewane sabko bhulana mujhe apna banana kisi aur se dil na lagana maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar
tere sang beete the jo pal rangeen tere sang dekhe the jo sapne haseen mann kare yaad woh din tere sang beete the jo pal rangeen tere sang dekhe the jo sapne haseen mann kare yaad woh din mann kare yaad woh din kabhi chhanv mein hum chale jale dhoop mein bhi hum tum saath mein kabhi saath saath bheege barsaat mein hooo kabhi chhanv mein hum chale jale dhoop mein bhi hum tum saath mein kabhi saath saath bheege barsaat mein kabhi to pata na chala din jaane kaise dhala kabhi kabhi raat kaati taare gin gin mann kare yaad woh din mann kare yaad woh din
teri yaadon ke charagon ka ujala hai yahan varna duniya mein andheron ke siwa kuchh bhi nahin dilruba dilruba o meri dilruba meri dilruba tujhko aana padega meri dilruba tujhko aana padega rasm e wafa ko nibhana padega meri dilruba meri dilruba tujhko aana padega koi ho jo aahat dhadakta hai dil uthi aarzoo tu phir aa ke mil koi ho jo aahat dhadakta hai dil uthi aarzoo tu phir aa ke mil tujhe naaz e mausam uthana padega meri dilruba meri dilruba tujhko aana padega zamane se ye pyaar uncha rahe qayamat talak ye zamana kahe zamane se ye pyaar uncha rahe qayamat talak ye zamana kahe zamane ko sar bhi jhukanaa padega meri dilruba aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa
mone pare mone pare sei sab din sei sab jhore jaoa sapono rongeen sei sab rtu jure fagunero din mone pare sei sab din sei sab jhore jaoa sapono rongeen sei sab rtu jure fagunero din mone pare sei sab din mone pare sei sab din bhalobasa ki je jadu ki je modhu achhe taar patre bhara sakoli notun laage notun e dhara bhalobasa ki je jadu ki je modhu achhe taar patre bhara sakoli notun laage notun e dhara modhur ki je se byatha nabala kato se katha chokhe chokhe cheye shudhu kete jaoa din mone pare sei sab din mone pare sei sab din shudhu dujanay mile srijano kora je jaay bissho bhuban bhalo je besechhe shudhu jaane sei jan shudhu dujanay mile srijano kora je jaay bissho bhuban bhalo je besechhe shudhu jaane sei jan se bhubane nai sima sarakhan purnima mile mishe ek hoye jay raat din mone pare sei sab din sei sab jhore jaoa sapono rongeen sei sab rtu jure fagunero din mone pare sei sab din mone pare sei sab din
mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do tum ameer ho khushnaseeb ho main gareeb hoon badnaseeb hoon pee pee ke zakhm apne seene do mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do agar zara thake ho to suno khushi mein aap thoda ghum bharo lagao ghoont tum bhi pyaar se meri tarah piyo aur jiyo lagao ghoont tum bhi pyaar se meri tarah piyo aur jiyo toote jaam dekh na sake dil ko tutta kya dekhte tum ameer ho khushnaseeb ho main gareeb hoon badnaseeb hoon pee pee ke zakhm apne seene do mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do tum piyo to ganga jal hai ye hum agar piyen to hai sharaab paani jaisa hai humara khoon aur tumhara khoon hai gulaab paani jaisa hai humara khoon aur tumhara khoon hai gulaab sab khayal sab fareb hai apni subha na shaam hai tum ameer ho khushnaseeb ho main gareeb hoon badnaseeb hoon pee pee ke zakhm apne seene do mujhko peena hai peene do mujhko jeena hai jeene do kisi
are na hum paagal hai aur na to piyela hai hein hein hein hei are na hum paagal hai aur na to piyela hai are na hum paagal hai aur na to piyela hai hum manmouji banda hai apun ka to yahi dandha hai are jhoom ke naach ke gaana kismat mein likhela hai na hum paagal hai aur na to piyela hai are na hum paagal hai aur na to piyela hai ye sargam ye saaz hai ghunghru ki jhankaar hai duniya ke baazaar mein geeton ka vyopaar hai waah waah waah waah chhaya ho ya dhoop ho ho barkha ya chaandni basti basti ghoom ke hum to chheden raagini kya maze ki zindagi hai ye humaari zindagi hum bindaas ha ha are na hum paagal hai aur na to piyela hai are na hum paagal hai aur na to piyela hai jeena to hai chaar din kyun na jee len pyaar se dena kya sansaar ko lena kya sansaar se waah waah waah waah hum kyun sochen zindgi kaanta hai ya phool hai jo bhi mile takdeer se humko wahi kabool hai kya hai paana kya hai khona kya hai rona kya hansi hum bindass aa aa aa ye na hum paagal hai aur na
Na Unees Se Kam
ooooooo ooooooooo ooooooo ooooo oooooooo ek haseena ki nigahon ka nishana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya ek haseena ki nigahon ka nishana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya deewana deewana parvaton par ek naya aashiyana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya deewana deewana ae mere dosto ye kahani suno husn se mel ki ishq ke khel ki o koi anjaan si koi naadaan si wo haseen dilruba koi naagin thi kya jo mujhe das gayi dil mein yun bas gayi bas gayi bas gayi dil ka aana jaana ka haay rijhana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya ek haseena ki nigahon ka nishana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya deewana deewana wo achanak mere aagayi saamne haan sharam se ruk gayi aankh yun jhuk gayi uska gora badan kora kora badan reh gaya kaanp ke apna munh dhaank ke wo yun ghabra gayi zulf lehra gayi lehra gayi lehra gayi pehli mulaqaat ka aise bahana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya ek haseena ki nigaahon ka nishana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya deewana
o maajhi teri naiyya se chhuta kinaara o maajhi teri naiyya se chhuta kinaara kahan le chali samay ki dhaara kahan le chali samay ki dhaara bichhad gaye sab tere apne ujad gaye sab sundar sapne bichhad gaye sab tere apne ujad gaye sab sundar sapne o maajhi tera khel bigad gaya saara kahan le chali samay ki dhaara kahan le chali samay ki dhaara ho dosh na de tu in maujon ko kuchh mat bol tu sab logon ko dosh na de tu in maujon ko kuchh mat bol tu sab logon ko o maajhi tujhe tere naseebon ne maara kahan le chali samay ki dhaara kahan le chali samay ki dhaara patwaaron ko tod gaye hain beech bhanwar wo chhod gaye hain patwaaron ko tod gaye hain beech bhanwar wo chhod gaye hain o maajhi tune jisko bhi paar utaara kahan le chali samay ki dhaara kahan le chali samay ki dhaara o maajhi teri naiyya se chhoota kinaara kahan le chali samay ki dhaara kahan le chali samay ki dhaara
o mere saathi re pyaase pyaase madbhare se pal hain aaj suhaane ijazat ho to chhedun pyaar ke kuchh main fasaane o mere saathi re yunhi aaye jayenge ye pal to roz suhaane hakikat mein badal do pyaar ke ab to fasaane o mere saathi re heyyyy bandha hai man mera tere aanchal se nashile nainon ke tere kajal se na maanu reet koi chura lun geet koi teri paayal se bandha hai man mera tere aanchal se nashile nainon ke tere kajal se na maanu reet koi chura lun geet koi teri paayal se karun main kya ke dil mera nahin ye maane ijazat ho to chhedun pyaar ke kuchh main fasaane o mere saathi re yunhi aaye jayenge ye pal to roz suhaane hakikat mein badal do pyaar ke ab to fasaane o mere saathi re pyaase pyaase madbhare se pal hain aaj suhaane ijazat ho to chhedun pyaar ke kuchh main fasaane o mere saathi re heyyyy salone khwab jo hum sajate hain gharounde pyaar ke jo banate hain suni hai baat maine kisi din wo hi sapne toot jaate hain salone khwab jo hum sajate hain gharounde
ho ooo ho ooo ho ooo ho ooo pagal hote hain premi premi hote hain pagal pagal premi pagal premi kaise hote hain pagal premi kaise hote hain tere mere jaise hote hain aur kaise hote hain aur kaise hote hain pagal premi kaise hote hain pagal premi kaise hote hain hmm tere mere jaise hote hain aur kaise hote hain aur kaise hote hain pagal premi pagal premi pagal premi mit jaate hain mar jaate hain naam wafa ka kar jaate hain mit jaate hain mar jaate hain naam wafa ka kar jaate hain wo to nahin darte logon se log hi unse dar jaate hain log wo jaane kaise hote hain hmm tere mere jaise hote hain aur kaise hote hain aur kaise hote hain pagal premi kaise hote hain pagal premi kaise hote hain hmm tere mere jaise hote hain aur kaise hote hain aur kaise hote hain dharti ambar hil jaate hain kuchh bhi karo wo mil jaate hain dharti ambar hil jaate hain kuchh bhi karo wo mil jaate hain kya patjhad kya mast baharein phool dilon ke khil jaate hain phool wo jaane kaise hote hain
principal management ye hartaal hai humko yaa to de do hakk hamara yaa fir chhodo kursi karo kinara darna jhukna dabna hum na jaane aisi waisi baatien hum kyun maane hum kamzor nahin hain hum laachaar nahin hain samjhota ho jaye hum taiyar nahin hain abhi to jee le abhi to jee le jee le jee le aye jee le jee le jee le jee le aye jee le jee le jee le jee le
pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa kaali kaali raaton mein suraj bankar aaye ho oooo in sindoori raahon mein mujhko tum le aaye ho tumse milke badla mousam pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa meri in do aankhon mein mere shaam savere hain oooo meri khushiyaan teri hain mere sapne tere hain sapne ye kabhi tuten na sanam pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo priyatamaa main tera rahunga sadaa ye waada rahaa pritam tum mere rahoge sadaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo ye waada rahaa ye waadaa karo
pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar dhadkanen jab sunen dhadkanon ki pukaar aankhen jab kuchh kahen aankhon se baar baar pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar jab koi naam kitabon pe likhe kisi ka chup kar hothon pe chalak jaye halki hansi kisi se mil kar tan man par jab ho bekhudi ka asar pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar dhadkanen jab sunen dhadkanon ki pukaar aankhen jab kuchh kahen aankhon se baar baar pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar lage jab duniya ke rang sabhi badle badle kisi ke milan ko ye dil tarse har pal machle dil par koi jab zor kuchh na chale pyaar hai bas yahi bas yahi to hai pyaar dhadkanen jab sunen dhadkanon ki pukaar aankhen jab kuchh kahen aankhon se baar baar lalala la lala lalala la lala la
hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum na rahoge reh jaayega pyaar ye hum mit jaayen tum mit jao pyaar na ho ye kam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum na rahoge reh jaayega pyaar ye hum mit jaayen tum mit jao pyaar na ho ye kam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do pyaar mathe ka chandan hai pyaar seene ki dhadkan hai kabhi bandh kar na toote jo pyaar sanson ka bandhan hai pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar haa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa pyaar pooja ke pal jaisa pyaar hai gangajal jaisa pyaar to jane lut jana pyaar mein koi chhal kaisa pyaar jo toota toot jaayegi jeewan ki sargam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do pyaar ki amanat hoon main pyaar meri zindagi sabke ranj o ghum ki hissedaar meri zindagi har saans meri hai naam pyaar ke har umar meri aaye kaam pyaar ke pyaar pe mar mitne ko loonga sau sau baar janam pyaar lo pyaar do pyaar lo pyaar do hum na rahenge tum na rahoge hum na rahenge tum
raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil humsafar hain hum to ghum kahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil maana mushkil safar hai jaana jaane kidhar hai raahen apni nayi hain dushman apne kayi hain dushmanon ka dar kise yahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil mausam badle hawayen chhayi ghum ki ghatayen saansen kahin thak na jaaye raahi kahin ruk na jaaye hum rukenge dum ruke jahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil humsafar hain hum to ghum kahaan humsafar hain hum to ghum kahaan raahi hoon main kahan meri manzil kabhi kahin bichhde na do dil
ayeeee duniyaa dushman bane to bane teri mujhe dosti chahiye hey duniyaa dushman bane to bane bane bane bane teri mujhe dosti chahiye muhabbat tujhi se mujhe kya kisi se mujhe to teriiiiiiiiii teri khushi chahiyee teri khushi chahiyee rimbaam ba ba rimbam bo rimbaam ba ba rimbam bo rimbaam ba ba rimbam bo rimbaam ba ba rimbam bo duniyaa dushman bane to bane zambo zambo zambo zambo mambo mambo mambo mambo zambo zambo zambo zambo mambo mambo mambo mambo mujhko hai pyaari saadi tumhari yun naa milegi tumhen phoolon se gaalon ka resham se baalon ka pehle do chumban humen har cheez ki ek hoti hai keemat keemat chukani padegi dil dene mein tumko taklif hogi magar ye uthani padegi jahaan se daro na sharam tum karo na jahaan se daro na sharam tum karo na pyaar mein zidadili chahiye duniyaa dushman bane to bane teri mujhe dosti chahiye muhabbat tujhi se mujhe kya kisi se mujhe to teriiiiiiiiii haa teri khushi chahiyee teri khushi chahiyee rimbaam ba ba rimbam bo rimbaam ba
saara jahaan chhod ke tujhe maine salaam kiya hai tune bhi kya aisa koi kaam kiya hai maine to khud apna jeena haraam kiya hai jiss din se haath tera thaam liya hai saara jahaan chhod ke tujhe maine salaam kiya hai tune bhi kya aisa koi kaam kiya hai tu chaahe pyaar naa kar main to tujhe hi chaahungi jahaan bhi tu jaayega peechhe peechhe aaungi tu chaahe pyaar naa kar main to tujhe hi chaahungi jahaan bhi tu jaayega peechhe peechhe aaungi mujhko paana hai to mera peechha chhod de saara jahaan chhod ke tujhe maine salaam kiya hai tune bhi kya aisa koi kaam kiya hai maine to khud apna jeena haraam kiya hai jiss din se haath tera thaam liya hai haaye meri to aadat hai isse usse dil dene ki aur koi meri bani to phir tu kya kar legi meri to aadat hai isse usse dil dene ki aur koi meri bani to phir tu kya kar legi jogan ban ke gali gali mein gaana gaaungi maine to khud apna jeena haraam kiya hai jiss din se haath tera thaam liya hai saara jahaan chhod ke tujhe maine
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Lag Jaa Gale Se Woh Jo Hasina (1983) 04:38 14410
 
Poster of Woh Jo Hasina (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Ranjeeta
Duration : 04:38   Song Number : 14410   

Maine Kaha Tha Amne Samne (1982) 04:09 18232
 
Poster of Amne Samne (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 04:09   Song Number : 18232   

Maine Pyaar Kiya To Thik Kiya Surakksha (1979) 04:32 15676
 
Poster of Surakksha (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Mithun Chakravarti
Duration : 04:32   Song Number : 15676   

Mann Kare Yaad Wo Din Aakhri Badla (1989) 05:13 31132
 
Poster of Aakhri Badla (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Mithun Chakravarti
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:13   Song Number : 31132   

Meri Dilruba Tujhko Tarana (1979) 04:58 36870
 
Poster of Tarana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Tilak Raj Thapar
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Mithun Chakravarti
Duration : 04:58   Song Number : 36870   

Mone Pare Sei Sab Din Swarna Trishna (1990) 05:13 37780
 
Poster of Swarna Trishna (1990)
 
Lyricist
Salil Chowdhury
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Yogeeta Bali
Duration : 05:13   Song Number : 37780   

Mujhko Peena Hai Phool Aur Angaar (1993) 05:54 39411
 
Poster of Phool Aur Angaar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Mohammad Aziz
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:54   Song Number : 39411   

Na Hum Paagal Hai Taxi Chor (1980) 05:56 39184
 
Poster of Taxi Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:56   Song Number : 39184   

Na Unees Se Kam Dalaal (1993) 07:17 39026
 
Poster of Dalaal (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 07:17   Song Number : 39026   

O Champa Chameli Yaadon Ki Kasam (1985) 06:55 37368
 
Poster of Yaadon Ki Kasam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Zeenat Aman
Duration : 06:55   Song Number : 37368   

O Maajhi Teri Aar Paar (1985) 06:20 36330
 
Poster of Aar Paar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 06:20   Song Number : 36330   

O Mere Saathi Re Aakhri Badla (1989) 05:48 37192
 
Poster of Aakhri Badla (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Yogita Bali, Mithun Chakravarti
Duration : 05:48   Song Number : 37192   

Pagal Premi Kaise Hote Hain Aisa Pyar Kahan (1986) 04:58 37953
 
Poster of Aisa Pyar Kahan (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:58   Song Number : 37953   

Principal Murdabaad Management Murdabaad Abhi To Jee Lein (1977) 02:51 37016
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 02:51   Song Number : 37016   

Pritam Tum Mere Rahoge Sada Beshaque (1981) 04:14 12162
 
Poster of Beshaque (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Yogeeta Bali
Duration : 04:14   Song Number : 12162   

Pyaar Hai Bas Yahi Sheesha (1986) 03:43 36825
 
Poster of Sheesha (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Moon Moon Sen
Duration : 03:43   Song Number : 36825   

Pyaar Lo Pyaar Do Swami Dada (1982) 06:37 36925
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mithun Chakravarti
Duration : 06:37   Song Number : 36925   

Raahi Hoon Main Wanted (1983) 06:37 32726
 
Poster of Wanted (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri, Chorus
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Tina Munim
Duration : 06:37   Song Number : 32726   

Rimbaam Bo Duniyaa Dilwala (1986) 05:30 18444
 
Poster of Dilwala (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:30   Song Number : 18444   

Saara Jahaan Chhod Ke Tujhe Wardat (1981) 04:53 18422
 
Poster of Wardat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 04:53   Song Number : 18422   
Karaoke Songs of Mithun Chakravarti, Sad Songs of Mithun Chakravarti, Love Songs of Mithun Chakravarti, Dance Songs of Mithun Chakravarti, Hip-hop songs of Mithun Chakravarti, Best songs of Mithun Chakravarti, Super hit songs of Mithun Chakravarti, hit songs of Mithun Chakravarti, duet songs of Mithun Chakravarti, solo songs of Mithun Chakravarti, old songs of Mithun Chakravarti, famous songs of Mithun Chakravarti, Hindi Karaoke Songs of Mithun Chakravarti, Hindi Sad Songs of Mithun Chakravarti, Hindi Love Songs of Mithun Chakravarti, Hindi Dance Songs of Mithun Chakravarti, Hindi Hip-hop songs of Mithun Chakravarti, best Hindi songs of Mithun Chakravarti, super hit Hindi songs of Mithun Chakravarti, hit Hindi songs of Mithun Chakravarti, duet Hindi songs of Mithun Chakravarti, solo Hindi songs of Mithun Chakravarti, old Hindi songs of Mithun Chakravarti, famous Hindi songs of Mithun Chakravarti, Sing Along Songs of Mithun Chakravarti, Sing Along Sad Songs of Mithun Chakravarti, Sing Along Love Songs of Mithun Chakravarti, Sing Along Dance Songs of Mithun Chakravarti, Sing Along Hip-hop songs of Mithun Chakravarti, Sing Along Best songs of Mithun Chakravarti, Sing Along Super hit songs of Mithun Chakravarti, Sing Along hit songs of Mithun Chakravarti, Sing Along duet songs of Mithun Chakravarti, Sing Along solo songs of Mithun Chakravarti, Sing Along old songs of Mithun Chakravarti, Sing Along famous songs of Mithun Chakravarti